Wo mangal raat deewani thi
Wo mujh se milne wali thi
Sola saal ki kanwaari thi
Wo mangal raat deewani
Janmo se pyaasi thi
Wo mangal raat deewani thi
Wo mangal raat deewani thi
Wo mujh se milne wali thi
 
Wahan lanlod mera lod mera lod mera
Lanlod mera lanlod mera aa gaya
Wo batti ghul karwa gaya
Mangal raat ki deewani thi wo
Nayi waali raani
Buhat kuch karna bhi tha mujh ko
Eoh karwane bhi wali thi
Full tiyari kar ke baitha tha
Fursat se main khurshi pe
Saath mein cake bhi laya tha
Saamne wali bekari se
 
Pandra Minut ki thi deiri
Bas wo aane hi waali thi
Usse pehle aaya lanlod
Ghar ki mcl gira di.
Humm niche lanlod phir maaka seen
Kaise chadhegi raani floor teen
Mangal raat ki deewani
Humm niche lanlod phir maaka seen
Kaise chadhegi raani floor teen
Aur chaar inch ki highheel
 
Karvayegi tera poora seen
Mangal raat ki deewani
Aage ka kuch seen hai aisa
Dhedh budhha jaavena
Jo dhedh budha jaavena
To raani upar aavena
Bas budhhe ko bhagana hai
Raani ko bulana
Is ke baad ka karyakram
To barso purana hai
 
Phir dabe paaon main aa gayi
Sabka popat main bana gayi
Mangal raat ki deewani
Phir dabe paaon main aa gayi
Sabka popat main bana gayi
Wo pada tha andhe kamre mein
Main uska luck jaga gayi
Thek ek baje hi huaa kuch aisa
Huyi kuchh aisi baat
 
Ke maine kaata thaa cake
Par woh mujh ko gayi kaat
Woh bhi thi pyaasi kuch din se
Main bhi akela tha
Puri katkhani to main bhi kaise noa tha
Humm jab subah ke baj gaye saade teen
Tab finish hua tha mera seen
Mangal raat ki deewani..
Humm jab subah ke baj gaye saade teen
Tab finish hua tha mera seen
Main poori raat laga gayi
 
Tujh ko jannat dikhla gayi..
Summer vacation chal raha hai
Opar se light gayi
Socha nahi tha
Lekin ho gaya to ye bhi sahi
Garmi mein maathe se tapke pasina
Jo garmi lage to take shawar wahin
Wo mangal raat deewani thi
Main usse milne wali thi
 
Wahan landlod tera tera lod tera
Lod tera lod tera aa gaya
Wo batti ghul karva gaya
Wo mangal raat deewani thi
Main usse milne wali thi
Wahan landlod tera tera lod tera
Lod tera lod tera aa gaya
Wo batti ghul karva gaya...!!