Roshni..gum toh thi
Dhoop bhi maddham si thi
Raah mein
Dhundh toh thi
Aankh bhi kuchh nam si thi
Chat gayi badli si yahan
Dhul gaya har aasmaan
Aa rahi hai ik sada
Ab yahan..
Roshni..mein ghula
Ye sama hai
 
Ab yahan..
Roshni..se rawan
Hai jahaan..
Roshni..mein ghula
Ye sama hai
Ab yahan..
Roshni..ab yahaan..
Tu jo utha de
Nazar saahil ki ore
Tu jo panah de
Kadam manzil ki or
 
Khuda, khud badha ke hath apna
Thaam lega tujhe..
Roshni..mein ghula
Yeh sama hai
Ab yahan
Roshni..se rawan
Hai jahan
Mushkil ye rahein
Aasaan ho jayengi
 
Mashakkat yeh teri
Ik din rang laayegi
Parwaz kar itni unchi ki arsh
Jhuk jayega
Roshni..mein ghula ye sama hai ab yahan
Roshi..se rawan hai jahaan
Roshni..mein ghula ye sama hai ab yahan
Roshni..ab yahan