Kitne saaz duniya ke banjar hain ab yeh khaas
Aankhon mein bitha ke bhool chala main apne raaz
Sun ke bhi na suniyo beparwah dil ki fariyaad
Main dooba tere noor mein slow motion mein
Rangon se raag mein slow motion mein..
Suron se saaz mein slow motion mein..
Apsara hai koi jaan-e-jaan
Kya khushi hai kyun pehchaanu na
 
Ho door lok se aayi hai..
Sath tarangein layi hai..
Satrangi sapne main bun gaya
Main dooba tere noor mein slow motion mein
Rangon se raag mein slow motion mein..
Suron se saaz mein slow motion mein..
Kya kahun rumaani hai sama
Kaisi ye madhoshi jaanu na
Ho rooh ki parchhaayi hai
 
Mauj bhi bhar aayi hai
Sajde mein tere hi jhuka
Main dooba tere noor mein slow motion mein..
Ranon se raag mein slow motion mein..
Slow motion mein..
Tube light si duniya, samjhe kya mere jazbaat
Dekh sang sajni ko ude kabootar dil-o-dimag
 
Sun ke bhi na suniyo rangrez dil ki fariyaad
Main dooba tere noor mein slow motion mein
Rangon se raag mein slow motion mein..
Suron se saaz mein slow motion mein..
Rangon se raag mein slow motion mein..
Suron se saaz mein slow motion mein...