Raahein ajnabi si
Dil mein dhuaan saa
Main hoon khoya saa
Nikal pade hai door
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
 
Woh din they woh thi raate
Band dosto ka bajate
Woh ladki jisko chahte
Collage mein ghunghunate
Masoom dil ki aarzoo
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
 
Lecture ki matha fodi se
Hum they hichkichate
Taadne ko uss ladki ko
Ghanto hum bitatey
Raat raat bhar dosto sang
Peete aur peelate
Tension se milo kosho door
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
 
Manzile hai nayi dagar
Hai kaisa yeh asar
Collage mein pehenke
Formals kehte hai how are you sir
Josh hai apne dil mein
Kuchh to aaj kar
Jaana hai hum ko aaj door
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
 
Manzilen nayi si thi
Kuch naye se raastey
Woh bhi pal kuch ajib thaa
Fight thi sach ke vaasti
Dar tera kisi ka hum
Vaat sab ki lagate
Chehare pe sach ka ek noor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor..
 
Chehare pe sach ka ek noor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor
Chaya hai suroor..!!