Sapna jahan dastak na de
Chokat thi woh aakhein meri
Baaton se thi tadad mein
Khamoshiyan jyada meri
Jabse pade teri kadam
Chalne lagi duniya meri
 
Mere dil mein jagah
Khuda ki khali thi
Dekha waha pe aaj tera chera hai
Main bhatak tha hua sa ek badal hoon
Jo tere aasmaan pe aake thehra hai
 
Tu rooh hai toh main kaya bannu
Tha umar mein tera saaya bannu
Kehde toh ban jaun beraag main
Kehde toh main teri maaya bannu
Tu saaz hai main raagini
Tu raat hai main chandini
 
Mere dil mein jagah
Khuda ki khali thi
Dekha waha pe aaj tera chera hai
Main bhatak tha hua sa ek badal hoon
Jo tere aasmaan pe aake thehra hai
 
Hum pe sitaaron ka ehsaan ho
Pura adhura har armaan ho
Ek dusre se jo bande humein
Baahon mein nanhi si ik jaan ho
Aabad ho chota sa ghar
Lagna sakhe kissi ke nazar
 
Mere dil mein jagah
Khuda ki khali thi
Dekha waha pe aaj tera chera hai
Main bhatak tha hua sa ek badal hoon
Jo tere aasmaan pe aake thehra hai