Phool yeh chhota saa
Dekho jab paudha bann jata hai
Paudha bann jata hai
Khwahishon ka tokra
Bharne ka chaska lag jata hai
Chaska lag jaata hai
Yeh bhi laa do, who bhi laa do
Paison ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega
Aasmaan se badi jholi hai
 
Na na na
Aye aye o
Yeh khada, who khada
Laao rokda, rokda rodkda
Yeh khada, who khada
Laao rodkda rokda
Paudha yeh chhota saa
 
Dekho jab perh bann jata hai
Perh ban jaata hai
Zindagi aish mein
Jeene ka chaska lag jaata hai
Lag jaata hai
Yeh bhi laa do, who bhi laa do
Paison ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega
Aasmaan se badi jholi hai
Na na na
 
Aye aye o
Yeh khada, who khada
Laao rokda, rokda rodkda
Yeh khada, who khada
Laao rodkda rokda
Iss lamhe mein yun simat gaya saa hai
Mera aaj aur kal
Haath mein ik haath ho
Yeh chaahe dil har pal
Ankahi baaton ka
Ankaha rang chadh jaata hai
Haa haa
 
Apno ko sirf apna hi
Samajhne ka chaska lag jaata hai
Lag jaata hai
Yeh bhi laa do, who bhi laa do
Paison ki yeh holi hai
Jo bhi laa do kum padega
Aasmaan se badi jholi hai
Na na na
Aye aye o