Khuda tumhe pranaam hai saadar
Par tune di bas ek hi chaadar
Kya odhe kya bichhaenge
 
Mere achche din kab aaenge
Mere achche din kab aaenge
Do roti aur ek langoti
Ek langoti aur woh bhi chhoti
Isme kya badan chhupaenge
Mere achche din kab aaenge
Mere achche din kab aaenge
 
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
 
Mere achche din kab aaenge
Mere achche din kab aaenge
Ho geet nahi yeh mera dard hai dard hai
Kaise yeh rozana hi gaata jaaun main
Khaali khaali jebon mein khwab hain khwab hain
Poore jo hote nahin
 
Waqt hua nakhoon ke jaisa
Bedardi se jisko main kaantun
Roz zaroorat aur khawaish ke
Bich mein khud ko kaise main baantu
Mere tukde ho jayenge
Mere achche din kab aaenge
Mere achche din kab aaenge
 
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
Main khaali khaali tha
Main khaali khaali hoon
Main khaali khaali khoya khoya sa
 
Mere achche din kab aaenge
Mere achche din kab aaenge
Achche din achche din ho
Achche din achche din ho
Achche din achche din ho
Achche din achche din ho
Na jaane yeh kab aaenge