Chupke se chori karo
Chori mein kitna mazaa
Phir soni zori karo
Duniya se nazrein churaa
Pakde agar jo gaye
Moti milegi sazaa
Duniya se darr jo gaye
Dhadkan ki dholak bajaa
Nach le nach le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
 
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal
Nach le nach le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal
Masti chura aur thodi khushiyaan chura
Hai gum ka pehra bada
Duniya mein kya hai kyun hai
Kab hai kaisa hai socho na sapna sajaa
 
Sapne mein pankh lagaa
Usko falak mein udaa
Tu hi toh rab hai rab hai rab hai tera
Gum ki kya fikar hai tujhko
Jeele aaj re
Dil khuli kitaab hai
Jo chahe baach le
Aisa jo sabak mila tu kuch bhi naach le
Garba jiska daandiyaa tu jeele aaj re
Nach le nach le
Nach le nach le
Khul ke tu nach le
 
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal
Chup chupke aaya koi
Oh hauley se dil mein ghusa
Aur phir ijazat bina
Chori se dil mein basaa
Main toh behakne lagi
Jeene ka aaya mazaa
Palkon mein sapne sajee
Saanson ka saaz bajaa
Nach le nach le
 
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal
Nach le nach le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal
Aye chori hua dil toh yeh chori hua
 
Kab jaane tere hua
Yaara oh tere bina mera jeena bhi kya jeena
Yeh kya hua jaanon na kaisa hua
Khela ishq ka juaa
Kar baithi thodi teekhi thodi meethi khataa
Dil ko bha gaye hai tere andaaz re
Aankhon se bhi khul na paaye apna raaz re
Hey jadoo tera chal gaya hai hum pe aaj re
Pyar ka khumar leke tu bhi naach le
Nach le nach le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal