Upar se khamosh hai lekin
Andar ik muskaan liye
Upar se khamosh hai lekin
Andar ik muskaan liye
 
Kahaan se aayi kahaan chali hai
Husn ki bhari dukaan liye
Sheher ke ladke
Sheher ke ladke iske peeche
Toot gaye badaam se
 
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
 
Geet ishqiya sunti hai ye
Khwab reshmi bunti hai ye
Aur khayalon mein shehzada
Roz naya ek chunti hai ye
 
Geet ishqiya sunti hai ye
Khwab reshmi bunti hai ye
Aur khayalon mein shehzada
Roz naya ek chunti hai ye
 
Shehzaade
Shehzaade
Copy ke pichle
Copy ke pichle panne pe
Likhti rehti naam se
 
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
 
Gayee kaam se
Gayee kaam se
Gayee kaam se
O aane waala aayega
Mere liye gaayega
O chandani chandani
Phoolon waale baagh mein
Chaahaton ki aag seene mein
Khwahishein bhari woh jeene mein
 
Bole tu hoor hai
Kyun itni door hai
Lag ja gale dheere dheere
Aaj milein dheere dheere
Lag ja gale dheere dheere
 
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se yeh ladki toh
Gayee kaam se
Gayee kaam se