Kaafir andhere
Daale hai dere
Dar pe khada hai
Muh ghuma ke roota sawera
Lamhe safere
Sone na dhe
Lagne laga hai
Kashma kash ka
Dil yeh basera
 
Badti hai jurmana
Meri kaun si katha
Wada thodne se pehele
Itna toh bata
Teri yaadon ki sheher mein
Rafta rafta
Gali gali aur kona kona phirta hoon
La pata
La pata
 
Kaafir andhere
Kismat ne maulat bhi di na mujhe
Aisi thi narazgi
Ambar mein jaane mana hi kyun
Meri hai parwaaz ki
Math padne chua jo
Tera mera rishta
Manzil murjayi
Ujhda rasta
Teri yaadon ki sheher mein
Rafta rafta
Gali gali kona kona phirta hoon
La pata
La pata
 
Kaafir andhere
Mrug thrishana jaisa tha
Apna milan
Likha tha hona juda
Tu bhi mehzan insaan hai
Samjha tha main hi khuda
O ehsaas jo pehle
Naazuk dil ka
Ab dard ki tarah jug tha rehta
 
Teri yaadon ki sheher mein
Rafta rafta
Gali gali aur kona kona phirta hoon
La pata
Teri yaadon ki sheher mein
Rafta rafta
Gali gali aur kona kona phirta hoon
La pata
La pata
Kaafir andhere