Dahka dahka sa lawa bahta tan man me sara
chhalka sayam ka pyala samay ne pukara 
Vishwaroop Vishwaroop Vishwaroop 
jwala mukhi si jwala 
dahka dahka sa lawa bahta tan man me sara 
chhalka sayam ka pyala samay ne pukara Vishwaroop
 
Kaun hai aur kya hai wo khud se bhi to juda hai wo
shakti ka rag hai wo bhadke to bas aag hi aag hai wo
roke se rukta nahi sar uska hai jhukta nahi
talwar hai teer hai wo har jug me
veero ka veer hai wo
dahka dahka sa lawa bahta tan man me sara
chalka sayam ka pyala samay ne pukara Vishwaroop
 
Jadu banke hai chalta ek pal me hai sambhalta
karodh ka hai wo jharna agni ki hai wo dhara
Vishwaroop Vishwaroop Vishwaroop roop roop
Vishwaroop roop roop roop Vishwaroop roop roop roop
Vishwaroop roop roop roop Vishwaroop roop roop roop
dahka dahka sa lawa bahta tan man me sara
chalka sayam ka pyala samay ne pukara Vishwaroop
Vishwaroop Vishwaroop 
jadu banke hai chalta ek pal me hai sambhalta 
karodh ka hai wo jharna agni ki hai wo dhara 
Vishwaroop Vishwaroop Vishwaroop roop roop
 
Simte to jarra hai faile to aakash hai wo
koi todna chahe to uska sarav nash hai wo
kabhi naram ka jhoka hai kabhi jaise toofan hai wo
har roop nirala hai ek aisa insan hai wo
Vishwaroop roop roop roop Vishwaroop roop roop roop
Vishwaroop roop roop roop Vishwaroop roop roop roop
Vishwaroop roop roop roop