Oye dildara oye, oye dildara
Mein banjara oye, mein banjara
Oye Dildara oye, oye dildara
Mein banjara oye, mein banjara
O tere wasty mein saara jag chor k dikhaon
 
Qismat ki kalaiyan maror ke dikhaon
O tere wasty mein saara jag chor k dikhaon
Qismat ki kalaiyan maror ke dikhaon
Yaara shoniya dildara sohniya
O teri choti choti baaton pe main ghoor kiye jaun
 
Teri saari faryaadon pe mein mar mita jaun
Yaara shoniya dildara sohniya
O rabba teri meri baatein saari bol diya jaye
O rabba dil mein hain raaz to wo khool diya jaye
Yaara ishq shedai ka mauol diya jaye
 
Saare jahan ke gunahon ko bhi tool diya jaye
Teri zindagi mein khushiyan tamam diya jaye
Meri jind meri jaan tere naam kiya jaye
 
Oye dildara oye, oye dildara
Mein banjara oye, mein banjara
Oye Dildara oye, oye dildara
Mein banjara oye, mein banjara
 
Mujhe hai qubool Rabba jo bhi tu saza de
Sab kuch le le Rabba yaar se mila de
Mujhe hai qubool Rabba jo bhi tu saza de
Sab kuch le le Rabba yaar se mila de
 
Oh jo tu keh de toh naate saare 
Tod ke dikhaaun
Pathar se bhi askhq
Neechaud ke dikhaun
 
Tu keh de toh naate saare tod ke dikhaaun
Pathar se bhi askhq neechaud ke dikhaun
 
Yaara soneya.. dildara soneya
Tere zara se ishaare pe main jaan wari jaaun
Bas dard-e-judaai ab seh nahi paaun
Pyaara soneya.. dildara soneya
 
Rabba tak-tak akhiyon mein
Dhundh si chhaaye
O raste khatam ho jaayein mera yaar nahin aaye
Koi lakh koshishon se apne yaar ko manaye
Rabba fir tu jo ruthe to woh kaise manaye
Wo mar ke dikhaye ya wo maar ke dikhaye
Rabba jeet ke dikhaye ya wo haar ke dikhaye
 
Oye dildara oye.. 
Oye dildara oye.. oye dildara
Main banjara oye.. main banjaara