Hey gaali jaise gand hain
Meethe kalakand hain
Jootey ki jodi sa joda hai inka
Hey payua adha saath mein
Chunni lein khairaat mein
Naada bhi thoda sa dheela hai jinka
 
Thaali ke baingan dono jann
Guddu rangeela
O waise gentleman dono jann
Guddu rangeela
Hoye gaali jaise gand hain
Meethe kalakand hain
Jootey ki jodi sa joda hai inka
 
Payua adha saath mein
Chunni lein khairaat mein
Naada bhi thoda sa dheela hai jinka
Thaali ke baingan dono jann
Guddu rangeela
Haay waise gentleman dono jann
Guddu rangeela
 
Do baagi hey anuragi
Dono ke piche firre maut bhaagi, hoye
Arre ye bhogi hain bairaagi
Hain saaf aage se peeche se daagi
 
Hey, ye lafander ye bavander
Ye sikandar ye kalander
Koi na jaane ke dono hain kya
Hey dono pakke dheeth hain
Aansu peete neat hain
Dil se bhi naata hai thoda inka
 
Baaton ki saudagri
Thoken seedha dadagiri
Tattu sa dodde hai ghoda bhi jinka
Thaali ke baingan dono jann
Guddu rangeela
Arre waise gentleman dono jann
Guddu rangeela
 
Ye paaji teekadam baazi
Mein ki dono ne ba taazi-tazzi
Hoye-hoye
O rang beerange inke lahu mein
Dodde sharafat se poori dhokebaazi
Kabhi murgi kabhi ande
Kabhi roti kabhi dande
Khaake sotte hain tange failaa
 
Hey puthi seedhi harkatein
Dheeli dhaali kismatein
Laaton ke bhootein se rishta ha inka
Oye jaane saare totke
Peeche bhagein note ke
Chillar se koi na matlab jinka
 
Thaali ke baingan dono jann
Guddu rangeela
Haay waise gentleman dono jann
Guddu rangeela
Oye e e..oye hoye
Oye e e..oye hoye