Chota sa fasana
Kisi ko pata na
Isey kya sunana
Chal pade hain jo hum
Ab kaisa bahana
Isey hai nibhana
Ye safar hai naya
Kya se kya ho gaya
Aage kya hai aana
Bekhabar main yahan
Befikar hai jahan
Kisey kya batana
Ki dil mera hooo hai banjaara hooo
Par mann phir bhi hooo yeh maane na
Khuli aankhein dekhe
Manzar naya sa hai
Dekho raahein pooche
Manzil meri kaha hai
Ho pata laapata
Kisi ko kya pata
Ki mujhe jana hai kahan
Iss safar ki wajah
Hai yeh farz ya saza
Yeh maine jaana hai kahan
Ki dil mera hooo hai banjaara hooo
Par mann phir bhi hooo yeh maane na