Saansein meri ab befikar hai
Dil mein basein kaisa ye pal hai
Baatein sambhal ja rahi hai
Palkon mein yunhi hassi hai
Man mein chupi kaisi ye dhoon hai
Har khawahishein uljhi kidhar ha
Pairon se jakhmi zameen hai
Nazrein bhi thahri huyi hai
Hai rukki har ghadi
Hum hain chalein raahein yahin
Ye manjilein humse khafa thi
Inn par chaayi ossi bewafaa thi
Baahon mein ab khoyi hain raatein
Hathon mein khuli hain ye shaamein
Ye subha hai nayi
Hum hai chalein raahein yahi
Main apne hi mann ka honsala hoon
Hai soya jahaan par main jagga hoon
Main peeli sehar ka nasha hoon
Main madhosh tha ab main yahan hoon
Saansein meri ab befikar hai
Dil mein basein kaisa ye pal hai
Nagmein khille hain ab saarein
Pairon talein hain mishalein
Tham gayi hai zameen
Hum hai chalein raahein yahi
Main apne hi mann ka honsala hoon
Hai soya jahaan par main jagga hoon
Main apne hi mann ka honsala hoon
Hai soya jahaan par main jagga hoon