Khauf koi sarsaraaye…
Saans tharr-thar thartharaaye..
Khauf koi sarsaraaye…
Saans tharr-thar thartharaaye..
Kaampti hain jaan..
Na hai arsh na zameen hai..
Khauf koi sarsaraaye…
Saans tharr-thar thartharaaye..
Dekhne per bhi nahi hai..
Jayega kahaan..
Taakeedein..
Taakeedein..
Itaffaq se teri taak mein
Khatra hai firaak mein..
Taakeedein..
Taakeedein..
Itaffaq se teri taak mein
Khatra hai firaak mein..
Saans tharr-thar thartharaaye..
Lamha hai sahma sahma sa..
Sama hai thahra thahra sa..
K kaisi aafat ki hai
Yeh dastaq kuchh na hai pata..
Na koi aas-paas hai
Ruki si saans saans hai..
Nazar jahan tak jaaye wahaan tak..
Koi koi bhi hai na..
Ghute hain dam, lage hai kam..
Bachke nikalne ke maulke..
Her ek kadam,, pe maut ke hain dhoke..
Zindagi rone lagi hai leke siskiyaan..
Taakeedein..
Taakeedein..
Itaffaq se teri taak mein
Khatra hai firaak mein..
Taakeedein..
Taakeedein..
Itaffaq se teri taak mein
Khatra hai firaak mein..
Lahar lahar mein zor hai..
Daba daba sa shor hai..
K kaise khatre ki hai yeh aahat..
Kuchh na hai pata..
Mmm taras taras ke rah gaye,,
Na sahna tha jo sah gaye..
Madad ki dil mein lagayi hai ratt..
Koi bhi hai na..
Dare hai man,thake hain tan..
Bachi zara si himmat hai..
Khabar nahi, ki waqt ki kya fitrat hai..
Dheere se badhne lagi hain gahraaiyaan..
Taakeedein..
Taakeedein..
Itaffaq se teri taak mein
Khatra hai firaak mein..
Taakeedein..
Taakeedein..
Itaffaq se teri taak mein
Khatra hai firaak mein