Tum mile toh hai mili
Jaise mujko zindagi
Jagi hai mujhme kuch umeede nayi
Khili hai jaise roshani
Banke honthon pe hasi
Jage hai jaise naye sapne kayi
 
Ab na hathon ko hathon se chhodna
Tum mujhse muh na modna
Tum mile toh hai mili
Jaise mujko zindagi
Jagi hai mujhme kuch umeede nayi
O saheba saheba
O saheba saheba
 
Tum na aao
Phir aake fariyaad mein
Aisa kuch ta karo ke raahon saamne
Kaisi bhi mushkil ho jaaye khade
Dhoonde naa hum kabhi
Hathon ko yun thaam le
Tum mile to jeet ka matlab samaj mein aagaya
Aab to haar jaise fitrat mein nahi
 
Tum mile toh hai mili
Jaise mujko zindagi
Jagi hai mujhme kuch umeede nayi
O saheba saheba
O saheba saheba
Tumse hi tumse hai mera jahan
Tum jo na ho agar toh mein jaau kahaan
Hai mujko lagta hai anjaana sheher
Anjaani si ye zameen anjaana sa aasmaan
 
Tum mile to jeene ka
Jaise reason mujko mila
Ab to marne ki fursat nahi
Tum mile toh hai mili
Jaise mujko zindagi
Jagi hai mujhme kuch umeede nayi
O saheba saheba
O saheba saheba