Aa ha..aa..ha..
Aa ha..aa…
Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla
Pata chala ke ghalat leke
Main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke
 
Main pata nikla
Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla
Aa..aa..ha..aa..ha..
Aa..ha..aa…
Jiske aane se
Muqammal ho gayi thi zindagi
 
Dastakein khushiyon ne di thi,
Mit gayi thi har kami
Kyun bewajah di yeh saza
Kyun khwaab de ke woh le gayaa
Jiyein jo hum lage sitam
Azaab aise woh de gayaa
Main dhoondne ko
Uske dil mein jo khuda nikla
Main dhoondne ko
Uske dil mein jo khuda nikla
Pataa chala ke ghalat leke
 
Main pata nikla
Pataa chala ke galat leke
Main pata nikla
Main dhoondne ko
Zamane me jab wafa nikla
Main dhoondne ko
Zamane me jab wafa nikla aa…
Aa ha..aa..aaha..
Aaha..aa…
 
Dhoondta tha ek pal mein
Dil jise ye sau dafaa
Hai subah naraz us
Bin roothi shaame din khafa
Woh aayein na, le jaayein na
Haan uski yaadein jo yahaan
Na raasta, na kuchh pataa
Main usko dhoondhunga ab kahaan
Main dhoondne jo kabhi
Jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi
 
Jeene ki wajah nikla
Pata chala ke ghalat leke
Main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke
Main pata nikla
Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko
Zamane mein jab wafa nikla aa..
Aa…o…aa….
Woah…..
Hey aye ayee ye…