Jab jab tujhe main dekhoon
Lagti tu jannati hai
Jaane yeh tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hai
Jab jab tujhe main dekhoon
Lagti tu jannati hai
Jaane yeh tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hai
 
Rubaru tere kyun
Aane ka dhoondhu bahaana
Bakhuda chhod doon
Tu jo kahe to zamaana
Mashooqana, uff tera ye muskurana
Mashooqana, sharma ke nazrein churana
Aisa hua tera asar dil chaahe sirf tujhko pana
Mashukana, uff tera ye muskurana
Mashukana, sharma ke nazrein churana
 
Bol jaati hain aankhein teri sab bin kahe
Lafz pa kar ke tera dil kaise bas mein rahe
Tujhse milne se pehle bethikana thi main
Ab yeh lagne laga hai bewajah na thi main
Kuchh der to tujhe dekh loon
Maane agar tu bura na..
Mashookana uff tera yeh muskurana
Mashookana sharma ke nazrein churana
Mashooqaana..
 
Subah veerana tujh bin
Shab adhoori lage
Zindagi se bhi zyada
Tu zaroori lage
Aise mehfooz kar le
Mujhko aaghosh mein
Umr bhar main na aaun
Phir kabhi hosh mein
Nazdeeqiyaan itni badha do ki rahe faasla na
Mashooqana uff tera yeh muskurana
Mashooqana sharma ke nazrein churana
 
Jab jab tujhe main dekhun
Lagti tu jannati hai
Jaane yeh tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hai
Rubaroo tere kyun
Aane ka dhoondhu bahana
Bakhuda chhod doon
Tu jo kahe to zamaana
Mashooqana uff tera yeh muskurana
Mashooqana sharma ke nazrein churana
Mashooqana..Ariana…Mashooqana..