Ziddi hain hum nahi maanenge
Karte hi jaayenge badmashiyan
Keh do ye zamaane waalon se
Na ye chheene humse aazadiyaan
Hai dil mein jo kehna hai
Hain jaise, waise hi rehna hai
Ho ek zindagi hai
Zyada nahi par thoda toh bigdenge
Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Thoda aur bigdenge
Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Thoda aur bigdenge
Hum nahi sudhrenge
Apne hain beparwah iraade sabhi
Panne ye fikron ke udaa de abhi
Kaise jeena sabko sikha de abhi
Apne hain beparwah iraade sabhi
Panne ye fikron ke udaa de abhi
Kaise jeena sabko sikha de abhi
Ho
Hai yaari hawaaon se
Udenge nayi adaaon se
Ho ek baar hum jo chadhenge sar pe
Kabhi na utrenge
Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Thoda aur bigdenge
Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Thoda aur bigdenge
Hum nahi sudhrenge
Lamhe shararat ke
Na jaane denge
Apni khushi mein gham
Na aane denge
Hum zindagi ko muskuraane denge
Ho lamhe shararat ke
Na jaane denge
Apni khushi mein gham
Na aane denge
Hum zindagi ko muskuraane denge
Wo o wo khwabon ki baarish mein
Hum bheegenge khwaahish mein
Hmm pehle kiya na humne yahaan jo
Woh kar guzrenge
Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Thoda aur bigdenge
Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Thoda aur bigdenge
Hum nahi sudhrenge