Tirkit taal se lo chali kahani
Panghat kaal se lo chali kahani ho
Sarpat daudti hai fakt jubani
Chhut putt aashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wohi purani
Tere mere ishq ki ye nayi kahaani
Aati kahan se hai
Yeh jaati kahan kya pata
 
Wo.. wo.. aa.. aa.
Ye Chenab ka dariya hai
Ye ishq se bharya
Wo leharon pe balkhati
Mahiwal se milne jaati
Wo naam ki sohni bhi thi
Mahiwal ki honi bhi thi
Lekin bhay kans ka tha usko
Vasudeva ne Kanha ko
Jamuna se paar langaya
Keriya se toh Firon ki
Behna ne phir munh sa uthaya
 
Chali kahani chali kahani
Chali kahani chali kahani
Chali kahani chali kahani
Challi kahani
Chali kahani chali kahani
Chali kahani chali kahani
Chali kahani chali kahani
Challi kahani
 
Tirkit taal se lo chali kahani
Panghat kaal se lo chali kahani ho
Sarpat daudti hai fakt jubani
Chhut putt aashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wohi purani
Tere mere ishq ki ye nayi kahani
Aati kahan se hai
Yeh jaati kahan kya pataa
Birha ka dukh kaahe ho baanke
Dikhe mohe tu hi jo jiya mein jhankiye
 
Pal pal ginti hoon aathon hi pahar
Kitne baras hoye mohe haan kiye
Naina niharo more bhor se jhare
Preet mori piya baaton se na aankiye
Main hi marjaun ya maare dooriyan
Dooriyon ki chadaron pe yaadein taankiye
 
Woh uttha virodhi parcham
Mughal e azam ko tha yeh humm
Shehzada mohabbat kar ke
Ijzat ka karega kachra
Roja ki thi Helen
Tha ik mee rakhsha mein Raavan
Antat Bhishan yudhum krandan
Mera toh Ranjhan Mahi Ranjhan Ranjhan