Pehle hi lamhe mein hai beqarari si
Aage kya hoga nahi hai pata
Teri taraf ja raha hai
Mujhe chhod ke jaane kyun aaj dil yeh mera
Shuruaatein nayi
Hain yeh baatein nayi
Ab raatein gayi
Aisa laga
 
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila toh
Mili hai saanson ko hawa
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila toh
Mili hai saanson ko hawa
Tu jo mila
Uh uh oo
 
Marzi se teri meri dhadkane
Ab toh karne lagi hain safar
Tune dekha toh jeene ki khwahish jage
Zindagi jaise teri nazar
 
Tujhse hi
Hai meri duniya saari
Tujhse hi toh
Karli hai dil ne yaari
Tujhse hi
Hai meri duniya saari
Tujhse hi toh
Karli hai dil ne yaari
Tu hai toh khud ka hai pata
 
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila toh
Mili hai saanson ko hawa
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila toh
Mili hai saanson ko hawa
 
Tu jo mila
Uh uh oo
Pehle kadam pe hi manzil mili hai
Ab inn raahon ka mujhko karna hai kya
Duniya ki baaton se lena hai kya
Ikk tere hi toh lafzon se hai vaasta
 
Shuruaatein nayi
Hain yeh baatein nayi
Ab raatein gayi
Aisa lagaa
 
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila toh
Mili hai saanson ko hawa
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila toh
Mili hai saanson ko hawa
Tu jo mila
Tu jo mila