Koi mujhko yeh bataaye
Kyun yeh doori aur mazboori
Is duniya ki kya story
Kiske hath mein iski dori
Right mein building asmaano ko chu rahi
Left mein bachchi bhookhi sadkon pe so rahi
Kaisi yeh mazboori
 
Paisa rehna hai zaroori
Nahi to kaise hogi poori teri seenazori
Lambi gaadi jitni kiski khuli
Aaye chawal ki khaali bori ae
Paison se bhari poori
Kaisi yeh mazboori
Haan, bol na
 
Ab dekho to hum paas hain lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai
 
Ab dekho to hum paas hain lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai
 
Yeh to saara 200 taka done hai
Jitna kala tera man, utna kala tera dhan
Do tafra shoot karte bole gun
Yeh tarfa karte hain chilam
Wahan pe peti peti dhan
Yahan pe kheti kheti gandh
 
Ek duniya mein do duniya ujala ek andhera
Ek seth ji aur ek chela
Kahin to moti mail mein koi jee raha hai akela
Kahin to local dibbe mein hai rele pe hai rela
Unki sewa inki mewa
 
Ab dekho to hum paas hain lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai
 
Ab dekho to hum paas hain lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai
 
Ghar pe sabke apne apne gham hain
Deewarein zyada aur bole
Kamre yahan kam hain
Soch mein yeh wajan hai
Kyunki khaali yeh bartan hai
Mera karma ya karam hai
Ab to todna bharam hai
 
Mujhko seene se laga ke kuchh nahi kehti
Meri maa bas roti, meri maa meri fauji
Meri maa meri boli
Meri lori matt rona matt rona
Ab to honi hai an-honi
Ab honi hai an-honi maa
 
Ab dekho to hum paas hain lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai
 
Ab dekho to hum paas hain lekin
Socho kitni doori hai
Ab kaisi yeh mazboori hai
Ab socho kitni doori hai