Na rasta hai, na koi manzeel
Galiya hai isski jaise bhool-bhoolaiya..
Na aasra hai, na kuch hai hasil
Kho jayega tu hai yeh bhool-bhoolaiya..
 
Khatre ki ek dastak si hai
Koi un-suni aahat hi hai
Ke ajnabee sa darr kahi
Dil le na jaye jaan
Rubaru..rubaru hai…darr
Rabaru..rubaru hai…darr
 
Been boolaye aaya hai
Tu anchaha mehman
Na kismat pe bharosha kar ye
Fitrat se beiman hai..
Been boolaye aaya hai
Tu un-chaha mehman
Naa kismat pe bharosaa kar ye
Fitrat se beiman hai…
 
Tune maoot koh daawat hai dee
Keesi se ne kuch harkat hai ki
Oh bekhabarr kar fikarr
Tera dhyan hai kaha
Rubaru..rabaru hai darr…
Rabaru..rabaru hai darr