Subha ki dhoop pe isi ke dastkhat hai
Isi ki roshni udi ji har taraf hai
Yeh lamho ker kuve mein roz jhakti hai
Yeh jaake waqt se hisaab mangati hai
Yeh paani hai yeh aag hai
Yeh khud likhi kitaab hai
Pyar ki khurak si hai piku
Subha ki dhoop pe isi ke dastkhat hai
 
Panna saanso ka palte
Aur likhe unpe man ki baat re
Lena is ko kya kis se
Is ko to bhaaye khud ka ssath re
Baarish ki boon jaisi
Sardi ki dhundh jaisi
Kaisi paheli iska hal na mile
 
Kabhi yeh aasma utarati hai niche
Kabhi yeh bhaage aise badlo ke pichhe
Ise har dard ghunt jaan ka nasha hai
Karo jo aaye jee mein isk falsafa hai
Yeh paani hai yeh aag hai
Yeh khud likhi kitaab hai
Pyar ki khurak si hai piku
 
Mod le raaho ke chahre
Is ko jana hota jis aur hai
Aise sargam sunaye
Khud is ke sur hai is ke raag hai
Ruthe ruthe to michi jaisi
Has de to chini jaisi
Kaisi paheli iska hal na mile
 
Subha ki dhoop pe isi ke dastkhat hai
Isi ki roshni udi ji har taraf hai
Yeh lamho ker kuve mein roz jhakti hai
Yeh jaake waqt se hisaab mangati hai
Yeh paani hai yeh aag hai
Yeh khud likhi kitaab hai
Pyar ki khurak si hai piku