Rab hai rab hai rab hai
Rab hai rab hai rab hai
Rab hai rab hai rab hai
Pitah se hai naam tera..
Pitah pahchaan teri..
Jiye jis sahare pe tu..
Pitah se wo saans mili..
Hai pitah, rab tera..
Ishwar-allah, jitne bhi rab hain..
Noor tera, tujh mein hi sab hain..
 
Ho ishwar-allah, jitne bhi rab hain..
Noor tera, tujh mein hi sab hain..
Rab hai, hai..
Tu hi sab hai, hai..
Rab hai, hai..
Tu hi sab hai, hai..
Pitah ka mol hai kya..
Paas rahke jaana nahin..
Pyar pitah se karoon..
Yeh kah na paye kabhi..
Hai pitah, sab tera..
Ishwar-allah, jitne bhi rab hain..
Noor tera, tujh mein hi sab hain..
 
Ho ishwar-allah, jitne bhi rab hain..
Noor tera, tujh mein hi sab hain..
Pitah ke aashirwad se..
Toone sab kuchh paya hai..
Kya lekar tu aaya jag mein..
Aur kya toone kamaya hai..
Pitah ke aashirwad se..
Toone sab kuchh paya hai..
Kya lekar tu aaya jag mein..
Aur kya toone kamaya hai..
Pitah ka rutba sabse unchaa..
Rab ke roop saman hai..
Pitah ki ungli thaam ke chalo to
 
Rasta bhi aasan hai..
Pitah ka saayan sir pe ho tu..
Kadmo mein aakash hai..
Pitah hai poonji, kho jaye to..
Phir kya tere paas hai..
Pitah bina na hasti teri..
Na koi tera thikana hai..
Pitah ke naam se aana jag mein..
Pitah ke naam se jana hai..
Pitah bina na hasti teri..
Na koi tera thikana hai..
Pitah ke naam se aana jag mein..
Pitah ke naam se jana hai..
Ishwar-allah, jitne bhi rab hain..
Noor tera, tujh mein hi sab hain..
Ishwar-allah, jitne bhi rab hain..
Noor tera, tujh mein hi sab hain..