Main toh nahin hoon insaan mein
Bikta hoon main toh in dukano mein
Main toh nahin hoon insaan mein
Bikta hoon main toh in dukano mein
Duniya banai maine hathon se
Mitti se nahi jaz baaton se
Hir raha hoon doondh tha
Mere nishaan
Hain kahaan
Mere nishaan
Hain Kahaan
Mere nishaan
O ho ho mere nishaan
Mere nishaan
O ho ho ho mere nishaan
Mere nishaan
Tere hi saaya banke
Tere saath chala main
Jab dhoop aayi teri sar pe
 
Toh chau bana main
Tere hi saaya banke
Tere saath chala main
Jab dhoop aayi teri sar pe
Toh chau bana main
Rahon mein teri raha
Main hum safar ki tarah
Uljha hai phir bhi tu jaalo mein
Dhoonde sawalon ko jawabo mein
Khoya hua hai tu kahaan
Tu Kahaan
Mere nishaan
Hain kahaan
Mere nishaan
Hain Kahaan
Mere nishaan
 
O ho ho Mere nishaan
Mere nishaan
O ho ho ho mere nishaan
Mere nishaan
Mujhse bane hai ye panchi
Ye behta paani
Leke zameen se aasman tak
Meri hi kahani
Mujhse bane hai ye panchi
Ye behta paani
Leke zameen se aasman tak
Meri hi kahani
 
Tu bhi hai mujh se bana
Pathe mujhe kyun yahaan
Meri banayi taqdeeren hai
Saanson bhari yeh tasveeren hai
Phir bhi hai kyun bezubaan
Mere nishaan mere nishaan
Hain kahaan hain kahaan
Mere nishaan mere nishaan
Hain Kahaan
Mere nishaan
O ho ho mere nishaan
Mere nishaan
O ho ho ho mere nishaan
Mere nishaan