Naa main jaanu, naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya
Zindagi ke iss juey me
Paana kya hai, khona hai kya
Naa main jaanu, naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya
Zindagi ke hai iss juey me
Paana kya hai, khona hai kya
Jo bhi hai khushiya unke hi saaye me gham hai
Aaj jo muskuraaye unki bhi toh aankhe num hai
Koi jaaye kahaan
 
Hogi yehi zameen aur yehi aasmaan
Naa main jaanu, naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya
Zindagi ke iss juey me
Paana kya hai, khona hai kya
Jo baat bhi hai, usme sau maane chhupe
Haan chehro ke peeche kitne hi chehre chhupe hain
Dhoke ka hai dhuaan
Dhundhla-dhundhla saa hai
 
Aankhon me har samaa
Naa main jaanu, naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya
Zindagi ke hai iss juey me
Paana kya hai, khona hai kya
Naa main jaanu, naa tu jaane
Kis ghadi me hona hai kya
Zindagi ke iss juey me
Paana kya hai, khona hai kya