Saaye saaye phirte hain jidhar mudoon
Baithi hai ruswaiyaan bhi uske door
Hoo behela phusla ke
Khudko naseehatein karoon
Jhooti moothi si tooti phooti si
Ho dhundhli dhundli si
Main toh idhar-uhdar
Phiroon roothi roothi si
 
Harjaiyaan mila woh hone ko juda kyun
Parchaiyaan deke hi mujhe woh gaya kyun
Harjaiyaan mila woh hone ko juda kyun
Parchaiyaan deke hi mujhe woh gaya kyun
Kandhe yeh bhaari se
Dinko dho nahi paate aahan
Chunti rahun main yeh lamhein
Gir kyun hain jaate aahan
 
Kyun bunti main raahun kismat ke dhaage
Kyun khud hi main chiloon
Ho udhte udhte reham se
Main minnatein karoon
Jhooti moothi si toothi phooti si
Ho kisko ab yeh padhi hai
Main ukhdi ukdhi hoon roothi roothi si
 
Harjaiyaan mila woh hone ko juda kyun
Parchaiyaan deke hi mujhe woh gaya kyun
Harjaiyaan mila woh hone ko juda kyun
Parchaiyaan deke hi
Mujhe woh gaya kyun gaya kyun