Sukhi roti munh me thunse
Pet pe mukka maar diye
Hamra batua Haye
 
Hamra batua humse chori
Ulta hame udhaar diye
Sir pe patthar baandh ke aundhe
Munh phenke paani mein
Hamare hee kiradaar ko chheene
Hamari hi kahaani mein
Are jeete na jeete ladke rahe
Aab na sunenge kahke rahenge
 
Kaheka gungaan tumhari
Aisi taisi
Are bahut hua sammaan tumhari
Aisee taisee
Gariyaenge seena taan tumhari
Aisee taisee
Are bahut hua sammaan tumhari
Aisee taisee
Aisee taisee
 
Khoon ka cheenta
Are khoon ka cheenta uda jo apna gira hai jaakar door
Are gira hai jaakar door
Gale me ghanti bandhke humko fansi diye huzoor
 
Sancha leke hamko uthalla, aawajoke kunwe me daala
Chakar bana ke talwa chataya, khanjar dekar paani kataya
Jo sikhaya wo na karenge ab na sunenge kah ke rahenge
 
Jabaran bane mahaan tumhari
Aisee taisee
Are bahut hua sammaan tumhari
Gariyaenge seena taan tumhari
Bahut hua sammaan tumhari
Aisee taisee
 
Bandook ke nalli saamane rakhe bole nachake dikha
Re bole nachke dikha
Re bole nachke dikha
Re kaali syaahee ko munh par kyun pote bole sajake dikha
Re bole sajke dikha
Re bole sajke dikha
 
Bheetar-bheetar aab na ghutenge
Aab na sunenge kahke rahenge vaapas lo abhimaan tumhari
Aisee taisee
Are bahut hua sammaan tumhari
Gariyaenge seena taan tumhari
 
Jiwan chata deemak jaisa sabne kudra chunhe jaisa
Jiwan chata deemak jaisa sabne kudra chunhe jaisa
Are ghadiyalo ke aansu tumhare bheed ke bhesh me geedadh jaise
Are sanp ki jeeb se funkaro tum bole funtee misri jaise
misri jaise, misri jaise
 
Maaro kanta nahi darenge nahi darenge, nahi darenge
Aab na sunenge kahke rahenge
Bhiya hatheli par hai jaan ye tumhari aisi taisi
 
Are bahut hua sammaan tumhari
Aisee taisee
Gariyaenge seena taan tumhari
Aisee taisee
Are bahut hua sammaan tumhari
Aisee taisee