Ajab hai ye zindagi
Kahan leke chal padi
Safar hai yeh kaunsa
Kisi ko bhi khabar nahi
Aa jeele hum do ghadi
Kya ho kal kya pata
 
Ajab hai ye zindagi
Kahan leke chal padi
Safar hai yeh kaunsa
Kisi ko bhi khabar nahi
Ratein hain dubbi is roshani mein
Aa dub jayein, hum bhi khusi mein
Bahte hi jayein
 
Nashe mein zindagi ke
Bahte hi jayein
Nashe mein zindagi ke
Chule na humein gum kahin ki
Kho na jayein hum kahin
Abhi jo hai ye samaan
Wo fir ho ya nahi
Aa jee lein hum do ghadi
 
Kya ho kal kya pata
Teri nazar se khud ko bachake
Le jaunga main dil ko churake
Dekh le chahe tu aajma ke
Dekh le chahe tu aajma ke
Ye tu bhi nahi janti, hay
Khwahesyein kya meri
Tuhjhi se tujhe cheen loon
 
Irada bus hai yahi
Aa jee le hum do ghadi
Kya ho kal kya pata
Ajab hai ye zindagi
Kahan leke chal padi
Safar hay yeh kaunsa
Kisi ko bhi khabar nahi
Aa jeele hum do ghadi
Kya ho kal kya pata