Chaandi jaisi roshani thi
Maili maili si kyun huyi
Sheeshe jaise yeh nadi thi
Ab ye pehle si kyun nahin
Aisa yeh jahaan
Aisa yeh jahaan
Aisa yeh jahaan
Aisa yeh jahaan
 
Na samajh ye samajh na paaye
Tere mera na hain yeh jahaan
Sadiyon se chalta aaya hain ye
Rahega ye hamesha yahaan
Ho chalta jaa chalta jaa chalta jaa
Saansen de jeevan mein dhalta jaa
Sang mausam ke tu rang badalta jaa
Dekh bande rukna nahin jukna nahin
Chalta hi jaa tu
Dekh bande auron ko de tu roshani
Reh jaayega yahaan bas tera hi nishaan
Dekh bande aisa yeh jahaan
Aisa yeh jahaan
 
Panchhi o ke aashiyaane
Pehle jitane ab kyun nahin
Daali o ke shaamio mein
Gehre utane ab kyun nahin
Chalta jaa chalta jaa chalta jaa
Yeah saansen de jeevan mein dhalta jaa
Banke shakhe tu aur nikalta jaa dekh bande
Rukna nahin jhukna nahin chalta hi jaa
Dekh bande auron ko de tu roshani
Chalta hi jaa tu reh jaayega bas tera hi nishaan
 
Aisi zindagi aisa yeh jahaan
Aisa yeh jahaan
Aisa yeh jahaan
Aisa yeh jahaan
Aisa yeh jahaan
Aisa yeh jahaan