Aa..
Achchi surat pe ghazab
Toot ke aana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Toot ke aana dil ka
Yaad aata, yaad aata, yaad aata
Hai hamein, haaye.. zamana dil ka
Yaad aata, yaad aata, yaad aata
Hai hamein, haaye.. zamana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Ghuncha-e-gul ko woh
Mutthi mein liye aate the
Ghuncha-e-gul ko woh
Mutthi mein liye aate the
Maine puchha, maine puchha, maine puchha
Toh kiya mujhse bahana dil ka
Maine puchha, maine puchha, maine puchha
Toh kiya mujhse bahana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Poori mehndi bhi lagani nahi aayi jisko
Poori mehndi bhi lagani nahi aayi jisko
Kyun karaya, kyun karaya, kyun karaya
Use gairon se lagana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Toot ke aana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Baad muddat ke yahi daag samajh mein aaya
Baad muddat ke yahi daag samajh mein aaya
Wahi daana hai
Wahi daana hai
Wahi daana hai
Kahaa jisne na mana dil kaAa..
Achchi surat pe ghazab
Toot ke aana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Toot ke aana dil ka
Yaad aata, yaad aata, yaad aata
Hai hamein, haaye.. zamana dil ka
Yaad aata, yaad aata, yaad aata
Hai hamein, haaye.. zamana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Ghuncha-e-gul ko woh
Mutthi mein liye aate the
Ghuncha-e-gul ko woh
Mutthi mein liye aate the
Maine puchha, maine puchha, maine puchha
Toh kiya mujhse bahana dil ka
Maine puchha, maine puchha, maine puchha
Toh kiya mujhse bahana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Poori mehndi bhi lagani nahi aayi jisko
Poori mehndi bhi lagani nahi aayi jisko
Kyun karaya, kyun karaya, kyun karaya
Use gairon se lagana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Toot ke aana dil ka
Achchi surat pe ghazab
Baad muddat ke yahi daag samajh mein aaya
Baad muddat ke yahi daag samajh mein aaya
Wahi daana hai
Wahi daana hai
Wahi daana hai
Kahaa jisne na mana dil ka