Bhulta bhatkta kisi
Manzil ka hun rasta
Zindagi ladi hai leke
Saanso ka yeh basta
Kabhi to tabah mein
Panaah koi dhoondhta
Dum adm sawalo mein
Ubharta kabhi doobta
Zindagi bate na
Kya jeene ka salikha hai
Baksh de salamati
Yaha bhi koi jeeta hai
Maula maula
Maula maula
 
Maula tere meher ki
Meharbaani baaki hai
Jal gaye ujaale kaisi
Aag kisne phoonki hai
Zindgi jali hai maula
Zindgi jali hai
Bach gayi hai jo sulgte
Rooh ki yeh baati hai
Maula maula
Maula maula
 
Sikke umeedo ke rakhe
Nanhe khawabo ne
Layenge kahrid ke yeh
Duniya baato baato mein
Ho gaya sab khatm kyun
Baad buzdil kyun kehta hai
Aakhri mauke ke baad
Ek aur mauka rehta hai
Teri mojudgi kabhi to
Tu bhi darj kar
Geet gungunau main bhi to
Kabhi to teri darz par
Maula maula
Maula maula
 
Maula tere meher ki
Meharbaani baaki hai
Jal gaye ujaale kaisi
Aag kisne phoonki hai
Zindgi jali hai maula
Zindgi jali hai
Bach gayi hai jo sulgte
Rooh ki yeh baati hai
Maula maula
Maula maula