Choukhat pe hai
Zindagi aayi abhi
Khadi bahar hai
Aaye bhitar kyun nahi
Taale hain lage
Chabiyaan dhoondney
Qaid khwabon ko tu
Khol ke chhod yu
Udne hai lage
 
Chehra uska dekhenge
Khud hi jeene lagenge
Uth ke bistar se le bhagenge
Sapne jo silwato mein
Chadar ki baahein thaame
Lete hain aasmaan choomengey
He he heeeee
Dil phir se udd chala
Ye udd chala ye man chala
He he heeeee
Dil phir se udd chala
Ye udd chala ye man chala
Jhakda hua sehma hua
Gehma hua gehra hua
Bikhra hua
 
He he heeeee
Dil phir se udd chala
Ye udd chala ye man chala
Dil phir se udd chala
Ye udd chala ye man chala
Jhakda hua sehma hua
Gehma hua gehra hua
Bikhra hua
 
Zinda hoon toh ye
Saansein meri khud se hi
Kandhey pe taangi
Khawahisey lekar chali
Jootey hain wahin
Galiyaan per ajnabee
Darr nahi ab inhe
Khud mein jo mast ye
Badne hain hadein
 
Chhootey azaadiyon ko
Ghar se nikli hain ab jo
Jaane de jahan jaa rahi hain
Dekhegi zindagi toh
Bolegi aaja dona
Soche na kya galat shi hai
He he heeeee
Dil phir se udd chala
Ye udd chala
Ye man chala
 
He he heeeee
Dil phir se udd chala
Ye udd chala
Ye man chala
Jhakda hua
Sehma hua
Gehma hua
Gehra hua
Bikhra hua
 
He he heeeee
Dil phir se udd chala
Ye udd chala
Ye man chala
Jhakda hua
Sehma hua
Gehma hua
Gehra hua
Bikhra hua
 
He he heeeee
Dil phir se udd chala
Ye udd chala
Ye man chala
Jhakda hua
Sehma hua
Gehma hua
Gehra hua
Bikhra hua