Lahu luhaan hua hailak
Yeh kaisa loha pighla hai
Ik suraj doob gaya pichhe
Ik suraj saamne nikla hai
Haan.. maana waana
Ishq-vishq pe zor toh nahin
Dil mein dam hai haal chal kamzor to nahin
Ishq ki chal pe maat manjoor hai
Are o bandey mauka hai
Are o chalne walne ka mauka hai
Ho ishq me jalke aag hui jab mozza hua
Haan ishq me jalke aag hui..
Nakhriley.. nakhrile, nakhrile do rashiley
Humpe do nashiley naino ki aaha bochhar ho gayi
Ho.. nakhrile, nakhriley do rashiley
Humpe do nashiley naino ki aaha bochhar ho gayi
O laawarishon ki na puchho
Unka sagga ek dil hai
Laawarishon ka na koi
Haan unka bada ek dil hai
Hain sajde mein aakhein wo uthayein
Hum uske hain to jalwa dikhayein
Hain sajde mein aakhein wo uthayein
Hum uske hain to jalwa dikhayein
Ho chhaliya chhal gaye, chhal gaye, chhal gaye morey naina
Khatam kare jo haaye
Bhasam kare jo hai
Sham bujhaye aur jalaye
Kat jaaye ratiyan, ratiyan, ratiya..
Chal na raakh ho jaaye
Arey o bande.. mauka hai
Arey o jalne walne ka mauka hai
Haan ishq me jalke aag hue toh
Nakhriley.. nakhrile, nakhrile do rashiley
Humpe do nashiley naino ki aaha bochhar ho gayi
Haan...
Dardile, dardile kisse saare dardile
Dardile.. riste saare dardile
Yeh kisse saare.. dardile
Ye riste saare.. dardile
Ho afsane saare hote hain.. dardiley
Teri aankhon ki aabo hawa mein jeeun
Teri maujoodgi ki fizaa mein jeeun
Teri baaton se hum toh badal jaate hain
Teri aankhon ke mausam badal jaate hain
Ho mausam sardi, mausam garmi
Sarad bhi tu hai, garam bhi tu hai
Aag lage, pyaas lage
Pyaas lage, aag lage
Jal jaane de..
Ho..
Nakhriley.. nakhrile, nakhrile do rashiley
Humpe do nashiley naino ki
Aaha bochhar ho gayi
Haan nakhrile, nakhriley do rashiley
Humpe do nashiley naino ki aaha bochhar ho gayi