Mere khuda, mere khuda, mere khuda
Zindegi leti hai kaise imtehaan
Kabhi chhene hai zameen ye
Kabhi chhene aasmaan
Mere khuda, mere khuda, mere khuda
Zindegi leti hai kaise imtehaan
Kabhi chhene hai zameen ye
Kabhi chhene aasmaan
Mere khuda, tu raah dikha
 
Raah dikha ae mere khuda
Raah dikha mere khuda
Mere khuda raah dikha
Raah dikha mere khuda
Mere khuda raah dikha
Raah dikha mere khuda
Mere khuda raah dikha
Raah dikha mere khuda
Mere khuda raah dikha
Mere khuda
 
Toone mujhe tha insan banaya
Hoo phir kyoon maine tujhe rulaya
Toone mujhe tha insan banaya
Hoo phir kyoon maine tujhe rulaya
Khud ko ab tak samajh na paaya
Toone kara di mujhse meri pehchan
Raah dikha mere khuda
Raah dikha mere khuda
Raah dikha mere khuda
Hoo ishq ki keemat maine na jaani
 
Hoo kyoon hui meera krishna deewani
Hoo ishq ki keemat maine na jaani
Hoo kyoon hui meera krishna deewani
Kaam agar tere aaye na jawani
Mita doon main iske naam-o-nishaan…
Zindegi leti hai kaise imtehaan
Kabhi chhene hai zameen ye
Kabhi chhene aasmaan
Zindegi leti hai kaise imtehaan
Kabhi chhene hai zameen ye
Kabhi chhene aasmaan
Mere khuda, tu raah dikha
 
Raah dikha ae mere khuda
Raah dikha mere khuda
Mere khuda raah dikha
Raah dikha mere khuda
Mere khuda raah dikha
Raah dikha mere khuda
Mere khuda raah dikha
Raah dikha mere khuda
Mere khuda raah dikha