Khwabon ki baarish mein
Bhiga hoon raat bhar
Zare zare mein tu hi
Tu aaye kyun nazar
Khwabon ki baarish mein
Bhiga hoon raat bhar
Zare zare mein tu hi
Tu aaye kyun nazar
Khud se hi khud ajnabi
 
Sa ho gaya hoon
Khud ko hi dhundhta hoon
Main khud mein hi kho gaya hoon
Jaane kyun in aankhon
Mein tera intazaar hai
Kya mujhe hone laga
Ab tumse pyar hai
Jaane kyun in aakhon
Mein tera intazaar hai
Kya mujhe hone laga
Ab tumse pyar hai oo
 
Khwabon mein khayalo mein tanhaa
Raaton mein ujalo mein mehki hawao mein
Ghatao mein tu hi hain jaane jaa
Meri tanhaai mitade mujhko gale se laga le
Soi soi raato ko meri tu jagave
Tu hain meri zindagi hain kya tujhe khabar
Chahat ne teri mujhpe aisa kiya asar
Khud se hi khud ajnabi sa ho gaya hoon
Khud ko hi dhundhta hoon
Main khud mein hi kho gaya hoon
Jaane kyun in aankhon
 
Mein tera intazaar hai
Kya mujhe hone laga
Ab tumse pyar hai
Jaane kyun in aakhon
Mein tera intazaar hai
Kya mujhe hone laga
Ab tumse pyar hai oo
Duaaon mein saddao mein tu hain
Pal pal aahon mein tu hai
Dil ki hasrato mein tu hi tu hain jaane jaa
 
Tere bin suni hain raahe
Tere bin khali hain baahein
Bikhare bikhare sapno ko mere tu sajave
Zulfon mein teri bas ho mera basar
Rehti ho mujh mein
Tum yun hi shamo shaher
Khud se hi khud ajnabi sa ho gaya hoon
Khud ko hi dhundhta hoon
Main khud mein hi kho gaya hoon
Jaane kyun in aankhon
Mein tera intazaar hai
Kya mujhe hone laga
Ab tumse pyar hai
Jaane kyun in aakhon
Mein tera intazaar hai
Kya mujhe hone laga
Ab tumse pyar hai oo