Kaari kaari sondhi akhiyan
Kaise bolein mann ki battiyan
Kisse doondhe aayine mein
Hai kaid ratiya ri
 
Kaari kaari sondhi akhiyan
Raah dekhein beeti sadiyan
Kahin goonje teri yaadein
Firaaq mein hi haari
Kaari kaari sondhi akhiyan
Kaise bolein mann ki battiyan
 
Tere jaisa hi dikhta hai
Aks tera
Par khud mein hi ik duniya hai
Aks tera
 
Tere jaisa hi dikhta hai
Aks tera
Par khud mein hi ik duniya hai
Aks tera
 
Maazi ko maazi rehne de
Akhiyon se nadiya behne de
Isse inn waqt ke tukdon ko
Rab ki farmaish sehne de
 
Shakhon se kalliyan tooti hai
Jabse tu khud se yun roothi hai
Zara dekh gaur se o saiyan
Aks yeh tera tu hi hai
 
Tere jaisa hi dikhta hai
Aks tera
Par khud mein hi ik duniya hai
Aks tera
 
Tere jaisa hi dikhta hai
Aks tera
Par khud mein hi ik duniya hai
Aks tera
 
Kaari kaari sondhi akhiyan
Raah dekhein beeti sadiyan
Kahin goonje teri yaadein
Firaaq mein hi haari
Kaari kaari sondhi akhiyan
Kaise bolein mann ki battiyan