Uljhi si baatein dil, mujh se bhi baatein
Toh mehar, mehar, meherbaniyaan,
(mehar, mehar, meherbaniyaan)
Khud hi samajh ke, mujhe samjha de
Toh mehar, mehar, meherbaniyaan,
(mehar, mehar, meherbaniyaan)
 
Ho meherbaani, jo dil de zubaani
Keh de wo jo na kabhi kaha hai
Aise tera main, jaise mera tu
Aise tera main, jaise mera tu
Milte rahe jo, aise hi dono
Lag na jaaye, ishq ki nazar
Aye dil farebi, tham sa gaya kyun,
Aisi waisi baat soch kar
 
Bas mein na mere, ab ye raha hai
Tujh pe aake, dil ye jo ruka hai
Aise tera main, jaise mera tu
Aise tera main, jaise mera tu
Jaise mera tu… oo…
 
(Mehar, mehar, meherbaniyaan)
Fariyad karti, phir yaad karti
Sochti hoon tumko baar baar
Na chahtein hai, par chahte kyun?
Tumko mere yunhi aas paas
Kuch bhi nahi hai, kuch phir bhi hai
 
Tum se milke dil ko ye laga hai
Aise tera main, jaise mera tu
Aise tera main, jaise mera tu
Jaise mera tu.., Jaise mera tu…
Jaise mera tu.., Jaise mera tu…