Ho maane ya koi maane na,
Yahan apni bhi thodi ada, thoda andaaz hai
Aise hai chahe waise hai,
Arey jo bhi hai, jaise hai khud pe humein naaz hai
 
Jaane na humko ye zamana,
Chaho toh humko aazmana
Yaar baaz hum chaal saaz, ishq baaz dilwaale
Kehte hain humko pyar se India wale
Choo lete dil ke taar se India waale
Har jeet cheen le haar se India waale
Dushman ke chak-ke chhuda de, hum India waale
Dushman ke chak-ke chhuda de, hum India waale
 
Yun toh seedhe bade,
Kabhi chahe toh haathon se leke lakeerein chura
Ho.. hum ko parwah nahi,
Jo bhi kehta hai kehne de jag ye bhala ya bura
Jaisi bhi ye marzi ho hamari,
Karte hai aisi hosh-yaari
 
Par dil se yaar jo le pukaaar,
Toh jaan nisaar kar daale
Kehte hain humko pyar se India wale
Choo lete dil ke taar se India waale
Har jeet cheen le haar se India waale
Dushman ke chak-ke chhuda de, hum India waale
Ungli pe sabko nachaa dein hum India waale
 
Aankhon ki, aankhon ki chaabi se
Thoda be-taabi se, chhup ke se khole dilon ke taale
Jaan dete, usko jahan dete
Apna imaan dete, jiski bhi baahein gale mein daale
Duniya se humko kya le jaana
Yaaron ke dil mein ho thikana
Humein ek baar hota hai pyaar,
 
Ye laakh baar keh laade
Kehte hain humko pyaar se Indiawaale
Choo lete dil ke taar se Indiawaale
Har jeet cheen le haar se Indiawaale
Dushman ke chak-ke chhuda de, hum Indiawaale
Dushman ke chak-ke chhuda de, chuda de
Ungli pe sabko nachaa dein
Dushman ke chak-ke chhuda de, hum Indiawaale