Gustakh dil, dil mein mushkil
Mushkil mein dil mushkil mein dil
Gustakh dil, thoda sambal, thoda buzdil
Dard ke dar pe thehra hai kyun
Sazayein sazayein yeh khud ko kyun deta nayi
Hansne ki dhun mein rota hai kyun
 
Sahi kya ghalat kya
Yeh kuch bhi samajhta nahi
Gustakh dil
Dil mein mushkil
Mushkil mein dil oh
Gustakh dil
Hai barf si saanso mein
Ankhon mein dhuaan 
Dhuaan dhuaan dhuaan
 
Ye har pal kyoon khele hai
Gham ka khusi ka juaa juaa
Ye umeedon bhara
Ye khud se hi dara
Suljhe dhaago mein
Uljhaa hai kyun
Salahe salahe yeh khud ki bhi sunta nahi
Gustakh dil
Dil mein mushkil
Mushkil mein dil
Ho gustakh dil
Kyun baaton hi baaton mein
 
Phisalti hai zubaan
Zubaan zubaan zubaan
Kisi shada theharti hai
Behakti hai nigah nigah
Ye kaise kab hua haan haan
Ye keh do kyun huaa
Girta nahi to sambhalta hai kyun
Jhukaaye jhukaaye maghroor jhukta nahi
Gustakh dil
Dil mein mushkil
Mushkil mein dil
Gustakh dil