Galiyan galiyan darbadar dhundu khudko eye hamsafar
Galiyan galiyan darbadar dhundu khudko eye hamsafar
Chupchap si awaz bhi hai chhalni chhalni jajbat bhi hai
Pairo ke neeche se jameen sir se ambar bhi gaya
Aye zindagi mai chala mai chala ban ke ek zalzala
Aye khuda rah dikha mujhko mujhi se aaj mila
Rakh path nahi koi kafan bhi bandh chala hoon
Khof nahi koi himmat bhi sath bada hu
Rakh path nahi koi kafan bhi bandh chala
Khof nahi koi himmat bhi sath bada hu
Na aya ghar agar lot ke aj to aisa man lena
Khuda se milne aj mai jannat chala hu
Aye zindagi mai chala, mai chala ban ke ek sar chala
Aye khuda rah dikha mujhko mujhi se aaj mila
Hath thande hai jism thanda hai
Ruh kamjor nahi junune jajba hai
Lahu jo khola hai rah firot nahi
Aa gaya mai khud ko dhundne aj to
Fanah hai mujme mojud koi wajud nahi
Aye jindagi mai chala mai chala ban ke ek zalzala
Aye khuda rah dikha mujhko mujhi se aaj mila
Aye jindagi mai chala mai chala ban ke ek zalzala
Aye khuda rah dikha mujhko mujhi se aaj mila