Deva shree ganesha
Jwala si chalti hai aankhon mein jiske bhi
Dil mein tera naam hai
Parwah hi kya uska aarambh kaisa hai aur kaisa parinaam hai
Dharti ambar sitar hai
Usski nazare utaare
Darr bhi uss se dara re
Jiski rakhwaliya re
Karta saaya tera
Deva shree ganesha
 
Ho teri bhakti ka vardaan hai
Jo kamaaye woh dhanvaan hai
Bin kinare ki kashti hai woh
Deva tujhse jo anjaan hai
Yun toh mushak savari teri
Sab pe hai pheredaari teri
Paap ki aandhiyan na kaha
Kabhi jyoti na haari teri
Apni takdeer ka woh khud sikander hua re
Bhul ke yeh jahaan re kiski silien ya haare
Saath paaya tera hey
Deva shree ganesha
 
Ho teri dhuli ka teeka kiye
Deva jo bhakt tera jiye
Usse amrit ka hai moh hai kya
Hass ke vish ka woh pyaala piye
Teri mahima ke chaaya tale
Kaal ke rath ka pahiya chale
Ek chingaari pakshodh se
Khadi ravaan ki lanka jale
Shatruon ki katare ik akele se haare
Kan bhi parbhat hua re sharok bann ke jahaan re
Naam aaya tera hey
Deva shree ganesha
Ganpati bappa moreya
Hare raam hare raam raam raam hare hare