Jo bhang mili jo bhang mili doodh me 
To dudh ne bhi badla rang jo bhang mili doodh me 
To dudh ne bhi badla rang 
Gatki ho bund ek to dafli ke sang dekho 
Bajne laga bajne laga bajne laga hai jang 
Dafli baji changi baja barso ke baat aaya maza 
Pile re babu pile jamke re tu aaj pile 
 
Bhulake sare gam zindagi tu  jile ho zindagi tu jile 
Pine ka bahana hai sang aaj zamana hai 
Karle tu dil ki puri mita de sari duri 
Mita de sari duri duri jiske sang 
Jo bhang mili jo bhang mili doodh me 
To dudh ne bhi badla rang jo bhang mili doodh me 
To dudh ne bhi badla rang 
 
Rut hai jawa ham bhi jawa jaye to ab jaye kaha 
Rut hai jawa ham bhi jawa jaye to ab jaye kaha 
Jaye kaha munna jaye kaha ab sawan ki jhadi me 
Bhi shamma jal rahi hai yaha ha jal rahi hai yaha 
Ye aag kyu acchi lage soye hue armaa jage 
 
Haan ye aag kyu acchi lage soye hue armaa jage 
Kuch mai kahu kuch tu kahe aa baith mere sang 
Aa baith mere sang jo bhang mili jo bhang mili doodh me 
To dudh ne bhi badla rang haa bhang mili doodh me 
To dudh ne bhi badla rang 
 
Badal bhi bahakne lage niyat bhi badalne lage 
Dekh ke tujhko haan dekh ke tujhko 
Insan bahak jaun hosh me rah na paun 
Kar dena hamko maaf kar dena hamko 
Koi chue tera badan hoti hai kyu mujhko jalan 
Jab bhi chale thandi pawan nache re kyu nache re man 
 
Apni nahi khabar mujhe tera chada hai rang 
Tera chada hai rang haa tera chada hai rang 
Jo bhang mili jo bhang mili doodh me 
To dudh ne bhi badla rang jo bhang mili doodh me 
To dudh ne bhi badla rang