Dil akela hai bada
Kyun rahoon main tanha
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
 
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
Dil akela hai bada
Kyun rahoon main tanha
 
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai
Tu karde mukammal
Adhuri zindagi hai
Tu karde mukammal
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai
Tu karde mukammal
Adhuri zindagi hai
Tu karde mukammal
 
Jab bhi kabhi falak
Pe nazar jo gayi
Toh socha maine har
Pal ye hi tu hai khudaya
Musalsal ye hi chalein
Hain armaano mein bhi
Guftagoo tune jo
Ki dil ko rulaya
 
Sajdon mein jab bhi
Tera hi naam leke
Ye ser jhukaya
Tere hi asqon mein
Maine ye kyun
Apna hi aks paaya
 
Dil akela hai bada
Kyun rahoon main tanha
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
 
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
 
Aksar yahan mila
Hai sabko hi dagah
Magar mujhko hai
Mili teri panahein
Firta kahan main
Dar-dar tanha yahan
Jo rehti na yun mere
Sang teri duaayein
 
Maazi ki yaadein
Jalti hain saath
Muskil tujhe bhulana
Mujhko ye raatein
Deti hain zakham
Marham mujhe lagana
 
Dil akela hai bada
Kyun rahoon main tanha
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
 
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal
Adhuri zindagi hai
Tu karde muqammal