Hey, Aaya, aaya dekho aaya maseeha
Sabke dil pe chaaya hai
Dharti aambar sara shamandar
Dikhta uska shaaya hai
 
Fankaar hai woh
Damdaar hai woh
Are choo kar na dekho aangaar hai woh
Kahta hai har koi saare jamaane pe Thackeray
Aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re
Are kahte hai, kahte hai, kahte hai usko Thackeray
Aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re
Are kahte hai, kahte hai, kahte hai usko Thackeray
 
Hey, Dar par jo uske aaye sawali
Khaali kabhi woh na jaata
Jo bhi kahta hai karke dikhaata
Wada woh hardam nibhaata
 
Hey, Hathon mein kanthi maala hai uske
Andaaz uske niraala
Surat na dekhe, dekhe jarurat
Sabka hai woh rakhwaala
 
Dildaar hai woh
Are lalkaar hai woh
Sabke dilon ka sardaar hai woh
Kahta hai har koi karne na dega wo paap re
Aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re
Kahte hai, kahte hai, kahte hai usko Thackeray
Aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re
Kahte hai, kahte hai, kahte hai usko Thackeray
Aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re
Kahte hai, kahte hai, kahte hai usko Thackeray