Jale hee jale hee jale 
Diye se jal rahi saari zindagi, Oooo
Jale hee jale hee jale hee
Diye se jal rahi saari zindagi, Oooo
 
Nahi bujhe bujhe nahi,
Hawa se tujh mein hi saari zindagi, Oooo
Ik phoonk se miyaan, sab udd gaya dhuaan
Woh jo saans ki, ik phaans thi
 
Woh nikal gayi, jo kharash thi
Ab seene ki, woh khalish gayi
Be-karaariyaan, bi-maariyaan gayi
Ab toh aao, jaan meri, So bhi jaao
 
Arre aao na, ki jaan gayi
Jahaan gaya, kho jaao
Arre aao na, ke thak gayi
Hai zindagi, so jaao
 
Arre aao na, ki jaan gayi
Jahaan gaya, kho jaao
Arre aao na, ke thak gayi
hai zindagi, so jaao
 
Na chand na savere, andhera hi andhera
Na chand na savere, andhera hi andhera
Hai roohon ka basera, so jaao
Hawa the hawa the hawa
 
Hawa the hawa huye baaki toh khala
Hawa the hawa the hawa
Hawa the hawa huye baaki toh khala Oooo
Kabhi the toh kabhi nahi
 
Kabhi dekha bhi nahi, baaki toh khudaa Oooo
Ye tha asar se tha, hichke fasal se tha
Bada kaam tha, jo zameen par
Woh toh likh diya, na-zabeen par
 
Jo gujar gayi, woh gujar gayi
Be-wajah yahan, na raho miyaan, karo dua
Sabr le lo, khabr le lo
Ghar mein aao… ooooooo
 
Arre aao na, ki jaan gayi
Jahaan gaya, kho jaao
Arre aao na, ke thak gayi
hai zindagi, so jaao
 
Arre aao na, ki jaan gayi
Jahaan gaya, kho jaao
Arre aao na, ke thak gayi
hai zindagi, so jaao